PDA

View Full Version : What is the reason


Waqas Mahmood
Sep 8, 2008, 08:36 PM
Asalam-o-Alaeeukm.
Mera sawal yeah hai k jab main fajar ke namaz par kar sota hoo to mujhay bohat ghalt qisam k khuwab atay hain razana. Is say mere energy zaya hotee hai. Please mujhay koi hal batayee

Waqas Mahmood
Sep 8, 2008, 08:37 PM
Asalam-o-Alaeeukm.
Mera sawal yeah hai k jab main fajar ke namaz par kar sota hoo to mujhay bohat ghalt qisam k khuwab atay hain razana. Is say mere energy zaya hotee hai. Please mujhay koi hal batayee

bashirlawal
Sep 12, 2008, 09:59 PM
What language is this? Can someone assidt to translate in to English

firmbeliever
Sep 13, 2008, 12:13 PM
Assalaam alaikum,
Keisi qisam ki khwab aati hai? Aur bathaiyey apne kaha "energy zaya hotee",is ka matlab kiya hai?

Aap is link par jaakar padiye aur bataiye ki,kya yeah aapka sawaal ka jawab hai?
Islamtoday.Com - <em>Ghusl</em> from wet dream (http://www.islamtoday.net/english/show_detail_section.cfm?q_id=572&main_cat_id=26)

Aur yeah English forum hai,is liye aap angresi mey baat likey though achchaa hoga..

NGMW
Sep 14, 2008, 05:49 PM
Salaam,

Yaar aap khanay main check kero ke koun si cheezain ziada khatay ho. Dry fruits... khajoor waghaira increase kerti hain yeah cheez.

Doosri baat... sotay kaisay ho... pait ke upar sotay ho to yeah bhi aik wajah ho sakti hai. Baal haanth aur pair sookha ho to behtar hai sotay waqt... geelay main bhi hota hai.

Aur energy zaya nahi hoti... woh jo nikalta hai woh extra energy hai jis ki aap ke body ko zaroorat nahi.